Teri Aarzoo Lyrics — Aditya Dev

Teri Aarzoo Aditya Dev Lyrics
Song Title Teri Aarzoo
Artist Aditya Dev
Album Teri Aarzoo [Single]
Writer Rashmi Virag
Producer Aditya Dev
Published 2025-07-01

Teri Aarzoo Aditya Dev Lyrics

Saanson se rishta toota
Jabse woh nikla jhootha
Mera rab mujhe rutha
Ishq ne maara

Aankhon se aansu chalka
Bhari yeh gamm na halka
Khoya har sapna kal ka
Ishq ne maara

Tera asar kuch aisa hua hai
Dhadkan bachi hai lekin
Dil marr gaya hai

Kya yeh gamm hai
Aankhen namm hai
Tu raha na rahi, Teri aarzoo

Kya yeh gamm hai
Aankhen namm hai
Tu raha na rahi, Teri aarzoo

Meri wafayein saari
Tune zaaya kar daali
Ab dil yeh khali khali
Ishq se haara
Kismat ka mein juari
Tujhpe har baazi haari
Khushiyon pe hai gamm bhari
Ishq ne maara

Meri wafayein saari
Tune zaaya kar daali
Ab dil yeh khali khali
Ishq se haara
Kismat ka mein juari
Tujhpe har baazi haari
Khushiyon pe hai gamm bhari
Ishq ne maara

Mera safar kuch aisa ruka hai
Raahein pata lekin ghar kho gaya

Kya yeh gamm hai
Aankhen namm hai
Tu raha na rahi, Teri aarzoo

Kya yeh gamm hai
Aankhen namm hai
Tu raha na rahi, Teri aarzoo

Official YouTube Song

YouTube Thumbnail
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post